Manzilain bhi uos ki thiee'n
Raasta bhi uos ka tha
Aaik main akaila tha
kafila bhi uos ka tha
sath sath chalnay ki
soch bhi uosi ki thi
phir raasta bad'lnay ka
faisla bhi us ka tha
aaj kiyo'n akaila hoon
dil sawal kerta hay
Log tau uosi kay thay
kia Khuda bhi uos ka hay.....?
1 comment:
Good for people to know.
Post a Comment